New Year Me kya sab kare
Hello dosto namaskar kaise hain aap log aasa karta hu achche hi honge tabhi aap ye post padh rahe hain nahi to har koi apne mein busy rahta hai yar kisi ko padhne likhne ka koi shouk hi nahi hota so aaj ham is post mein ye janenge ki new year mein kya sab kare…..
apne andar 10 achchhi aadat dale
1.Kisi se wada kare to use poora jaroor kare
2.Kuch kasame khaye
3.Aap apna time dusro ko de
4.khud ki self respect kare
5. achcha bane
6.dusro ki help kare
7.positive soch rakhe
8.mehnati insaan bane
9.dusre ke bharose na rahe
10. Ma baap ko kabhi na bhule
Picnic manaye
Dosto ji han ye sabse badhiya aur mast tarika mein se ek hai ki aap kahin picnic manane ke liye ja sakte hain nayi jagah isse aapka man bahal jayega aur aap us time ko apne yadgaar ke roop mein hamesa sath rakhoge isliye agar aapka dosto ka man ho to jaroor picnick manane jaiye aur is din enjoy kare
New year mein kya kare
1.Saal ke pahle din badhiya naha dhokar achcha se kapde pahnkar taiyar ho jaye aur bhagwan ki puja path jaroor kare isse aapko man ki shanti melegi
2. New year ke pahle din Ghar ke mukhya dwar pe ॐ om ka ya Swastik ka symbols chinh jaroor banaye aisa karne se ghar me postive enrgy milega
3. New year ke pahle din Ghar me mani plant ya tulsi ka ped jaroor lagaye yah ped lagane par ghar me sukh samriddhi milti hai
4.yadi aap ghar me hi new year manana chahte hain to sirf un logon ko invite kare jo aapke bare me achcha sochte hain nahi to aapke bich jhagda bhi ho sakta hai
5.saal ke pahle din apne ghar ko ujala jaroor rakhe andhera na hone de aisa karne se aapka jivan jagmagata rahega
6.naye saal par kisi ko paisa udhar na de nahi to aapke pass sal bhar dhan ki Kami hogi
7.saal ke pahle din hathiyar ka upyog nahi karna chahiye balki aise hathiyar ghar pe lana chahiye
8.naye saal kee madhy raatri par ghar ke daravaaje khule rakhane chaahie. maana jaata hai ki aisa karane se ghar mein khushiyaan aatee hain
9.saal ke pahle din red lal kapde ka upyog karne pahnne se bahut subh hota hai
10. Ghar ke sabhi apne se bade logon ka aashirwad jaroor le isse aapka din unki dua se hasmukh aur Khushnuma bitega
Naye saal par kya na kare
1.naye saal ke pahale din bhoolakar bhee kaale rang ke vastron ka prayog na karen. kaale rang ka prayog karane se poore saal bhar pareshaaniyon ka saamana karana padata hai
2.saal ke pahle din Ghar ke kisi bhi chij ko na phenke balki ghar ki Safai saal se pahle hi kar le
3. naye saal par apane pars ko bilkul bhee khaalee na rakhen. aisa karane se saal bhar aapaka pars bhara rahega aur aapako paison kee koee kameen nahee hogee
4.naye saal ke pahale din kisee bhee roop mein na to ghar mein kalesh karen aur na heen kisee bujurg vyakti ka apamaan karen.
5. naye saal par apane ghar kee koee alamaaree khaalee na rakhen. isase ghar mein nakaaraatmak oorja ka pravaah hota hai.
6.naye saal par apane ghar kee koee alamaaree khaalee na rakhen. isase ghar mein nakaaraatmak oorja ka pravaah hota hai
7.naye saal pe kisi ko jhagda ya beijjat na kare
8.khud ki khushi se pahle dusro ki khushi ke bare mein soche
Conclusion
Dosto agar aapko mera ye post pasand aaya hoga to aap ise aage se aage share kijiye facebook whatsapp twitter pe iska paisa nahi lagta hai
aur na hi zayda aapka mb khatam hoga mujhe khusi milegi agar aap me se kisi ek ne bhi share kiya to thank you so much phir milenge agle post mein jai hindi